YEH KIS MOR PE


YEH KIS MOR PE

Yeh kis mor pe hai zindagi mujhe laya,
Bikhra sa hai vajood, ke hai jaan pe ban aaya.
Anjaam-e-ishq sunkar haal-e-dil se darta tha,
Phir vaar ik teer-e-nazar ka laga jigar par.
Ki aashiqui vohi mere saath ho gaya,
Tez dhadkan, kaapte hoth, hai jism-o-jaan pighalte.
Mohabbat bhari baahon mein jab leta hai mujhe koi,
Be-noor hai aakhein be-chain hai raatein judaai mein.
Mujhe hai khabar kis kadar hoon mai raatbhar soya,
Vaqt se pehle jaise ho Qayaamat aaya,
Tanhaai mein bhi karti hoon wafaa main apne sanam se.
Aankh kabhi bhar aaye to chhupkar hoon roya,
Uske dum se hi mai mukammal hoon.
Saara jahaan hai uska, usiki hai khudaai...
Hain yeh kessi apna apna juda

0 comments:

Post a Comment

About this blog