Honton pe Hansee Dekh Li ,


Honton pe Hansee Dekh Li ,
Dil ke Ander Nahi Dekha
Yaaron ne Mere Gham ka samander nahi Dekha


Kitni Haseen Hai Duniya ye Dekha Hai Aapne
Mar Mar ke Jeene Walon ka Manzar nahi Dekha


Sheeshe ka Makan Tumne Bana to Liya Aey Dost
Lekin Waqt ke Haath ka Pathar nahi Dekha


Rishtoon ke Tutne ka Dard aap kiya Samjhein 
Wo Lamha kabhi Aap ne Jee kar nahi Dekha


Bhatke Roshnee ki Talaash Mein na Jaane kahan kahan
Afsos ke Apni Rooh ke Ander nahi Dekha

Galay Laga Key Kaho Kitna Pyar Karte Ho


Qarar Dey Key Kabhi Beqarar Karte Ho 
Galay Laga Ke Kaho Ke Kitna Pyar Karte Ho 
Nazar Nazar Se Mile Aur Khumar Aa Jay 
Labon Se Kuch Na Kaho Aitbaar Aa Jay 
Yeh Dil To Bharta Nahi Chand Mulaqaton Mein 
Kitney Tarastey Rahe Bheegi Bheegi Raaton Mein 
Taveel Arsa Kyun Ikhtayaar Karte Ho 
Galay Laga Ke Kaho Ke Kitna Pyar Karte Ho

Thank You!

Aitraaf.png



Mager Aa Moharram - E - Hastey.png


koi_os_ko_samjhaye.jpg


Dil-ki-choton-ne.jpg


bimar.png

Woh Ek Shaks Ka Jusw

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain !!

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain !!

To Khayalon Mein Bohut Door Nikal Jate Hain !!

Ger Wafaon Mein Bohut Sadaqat Bhi Ho Shiddat Bhi !!

Phir Tu Ehsas Se Pathar Bhi Pighal Jate Hain !!

Us Ki Aankhon Ke Nashy Mein Hoon Jab Se Dooba !!

Lar Khraty Hain Kadam Or Sambhal Jate Hain !!

Bewafai Ka Mujhe Jab Bhi Khayal Aata Hai !!

Ashk Rukhsar Per Aankhon Se Phisal Jate Hain !!

Piyar Mein Ek Hi Mosam Hai Baharon Ka Zabi !!

Log Mosam Ki Tarha Kese Badal Jate Hain !!

Teri baatein hi sunaane aaye,

Teri baatein hi sunaane aaye,
Dost bhi dil hi dukhaane aaye,
Phool khilte hain to hum sochte hain,
Tere aane ke zamaane aaye,
Aisi kuchh chup si lagi hai jaise, 
Hum tujhe haal sunaane aaye,
Ishq tanhaa hai sar-e-manzil-e-Gam, 
Kaun yeh bojh uthaane aaye,
Ajnabi dost hamein dekh ke hum,
Kuchh tujhe yaad dilaane aaye,
Dil Dhadakataa hai safar ke hangaam,
Kaash phir koi bulaane aaye,
Ab to rone se bhi dil dukhtaa hai,
Shaayad ab hosh Thikaane aaye,
Kyaa kahin phir koi basti ujadi,
Log kyoun jashn manaane aaye,
So raha maut ke pahalu mein ,
Neend kis waqt na jaane aaye. 

DAIRY KA EK PAGE

DAIRY KA EK PAGE
Kal tanhayi main jab
Apni dairy ko maine khola
Bohat se shair Dil ko lage
Bohat si shairi pe Dil dhuka
Ek aisa safa bhi is main aaya
Likha hua tha jo aanso'on se
Ke us ka unwaan Hamsafar tha
Woh safa sab se hi Moatber tha
Kuch aur aansoo phir is safe per tapke
Phir us se aage main parh na paayi
Apni Dairy ko bund karke
Ussss ki yaadon main kho gayi main
Ke woh milta to kitna accha hota
In hi khayalon main sogayi main

Apni Khamosh Zindagi Mein Bolana Mujh Ko !!

Apni Khamosh Zindagi Mein Bolana Mujh Ko !!
Apne Haseen Khuwab Ki Tasver Banana Mujh Ko !!
Mein Jo Puchoon Tumhara Haal_e_Dil !!
Tu Apni Her Dharkan Ki Awaz Sunana Mujh Ko !!
Mein jo Kabhi Rooth Jaon Tum Se Agar !!
Tu Bohut Piyar Se Manana Mujh Ko !!
Jo Kabhi Ho Dil Mein Hasrat Tumhari Koi !!
Be Jhijak Apni Her Hasrat Batana Mujh Ko !!
Jo Ho Jao Zindagi Mein Tanha Kisi Pal !!
Apni Piyar Bhari Awaz Se Bolana Mujh Ko !!

Kabhi Khud Bhi Mere Pass Aa !!

Kabhi Khud Bhi Mere Pass Aa  !!
Meri Baat Sun Mera Sath De !!
Jo Khalish Hai Dil Se Nikal Kar !!
Mujhe Uljhano Se Nijat De !!
Tujhe Sochna Mera Mashgala !!
Tujhe Dekhna Meri Arzu !!
Mujhe Din De Apne Khayal Ka !!
Mujhe Apne Qurb Ki her Raat De !!
Mein Akela Chalon Kahan Kahan !!
Ye safar Bohut Taveel Hai !!
Meri Zindagi Mere Sath Chal !!
Mere Hathon Mein Apna Hath De !!
Mein Bohut Dino Se Udas Hoon !!
Mujhe Koi Sham Udhar De !!

Yeh sheeshe yeh sapne yeh rishte yeh dhaage

Yeh sheeshe yeh sapne yeh rishte yeh dhaage
Kisse kya khabar hai kahan toot jayen
Mohabbat ke darya main tinke wafa ke
Na jaane yeh kis morr per doob jayen
Ajab Dil ki basti ajab Dil ki vaadi
Her ek morr mausam nayi Khushiyon ka
Lagaye hain humne bhi sapno ke podde
Magar kya bharosa yahan baarishon ka 
Muradon ki manzil ke sapno main khoye
Mohabbat ki raahon pe hum chal parhe the
Zara door chal ke jab Aankhein khuli to
Karri dhoop main hum akele kharre the 
Jinhein Dil se Chaha jinhein Dil se pooja 
Nazar arahe hain woh hi ajnabi se
Rivayat hai shayad yeh sadiyon purani
Shikayat nahi hai koi Zindagi se

Ae Kash Koi Aesa To Hota

Ae Kash Koi Aesa To Hota 
Ae Kash Koi Aesa To Hota 
Jo La Deta Mere Khwab Sare 
Jo Meri Sumandar Ankhon Se Chun Leta Azab Sare 
Jis Ki Sangit Me Mujhe Apne Hone Ka Ehsas Hota 
Mera Har Ansoo Us Ke Liye Azab Hota 
Par Ae Nadan Dil Mujhe Paata Hai 
Mera Wajud Kis Miti Se Bana Hai Mujh Ko Paata Hai 
Mere Saare Gham Mere Hain 
Yeh Tanhaian Bhi Meri Hain 
In Sumandar Ankhon Ke Azab Bhi Mere Hain 
Mera Har Ansoo Bhi Sirf Mera Hai 
Izat Daro Kai Is Shehar Main 
Yeh Izat Ka Janaza Bhi Mera Hai 
Gaerat Kai In Darbaro Main 
Yeh Chalni Wajud Bhi Mera Hai 
Rasm Wa Rawaj Ke Is Kafs Main 
Qaed Yeh Ruh Bhi Meri Hai 
Mera Har Khwab Shisha Hai 
Aur Yeh Insan Pathar Sare 
Ae Kash Koi Aesa

Phir Chand nikla phir raat thami,

Phir Chand nikla phir raat thami, 
Phir Dil nay kaha hai teri kami, 
phir yad k jhonkay mehak gye, 
phir pagal arman behak gye,
phir janat si lagti hai zamin, 
phir dil nay kaha hai teri kami, 
phir guzray lamhoon ki batain, 
phir jagi jagi si ratain, 
phir thahar gye palkon pe nami, 
phir dil nay kaha hai teri kami, }

shaam dhale nam nak sarak pe

shaam dhale nam nak sarak pe
barf se rangat wale larki
kisi ka rastha dekh rahi he
khirki khol k main kya dekhoon
khede gi wo nen chura kar
dunya kitna shak karti he 
kaan ka bala dhond rahi hoon

Kaash mai tere hasiin haath kaa kangan hotaa

Kaash mai tere hasiin haath kaa kangan hotaa
Tuu ba.De pyaar se ba
De chaao se ba.De aramaan ke saath
Apanii naazuk sii kalaa_ii me.n cha.
Dhaatii mujh ko
Aur betaabii se furqat ke Khizaa.
lamho me
Tuu kisii soch me
Duubii jo ghumaatii mujh ko
Mai tere haath kii Khushbuu se mahak saa jaataa
Jab kabhii muuD me
Aa kar mujhe chuumaa karatii
Aere ho.nTho
Kii shiddat se mai dahak saa jaataa

Raat ko jab bhii tuu niindo
Re safar par jaatii
Karmarii haath kaa ik takiyaa banaayaa karatii
Mai tere kaan se lag kar
Ka_ii baate karataa
Terii zulfo
Ko tere gaal ko chuumaa karataa
Jab bhii tuu band qabaa
kholane lagatii jaanaa.N
Apanii aa.Nkho
Ko tere husn se kheraa karataa
Mujh ko betaab saa rakhataa
Terii chaahat kaa nashaa
Mai terii ruuh ke gulashan me
Mahakataa rahataa
Mai tere jism ke aa
Ngan me
Khanakataa rahataa
Kuchh nahii
To yahii benaam saa bandhan hotaa

Kaash mai
Tere hasiin haath kaa kangan hotaa

DIL E VEERAN

DIL E VEERAN
ik dil hi tha jise keh sakta tha mein apna
ke ab raha na dil bhi iss jehan mein apna
teri pehli hi jehalk per dil haar betha tha mein apna
ke ab tujh hi ko banaon ga mein apna
kehene ko tha har ik dost apna
ke ab raha na koi bhi jise keh sakta tha mein dost apna
mere dil mein thi ik aas ke banaon ga mein tujhko apna
magar khuda ko manzoor tha kuch aur hi ke ban saka na tu bhi apna

tanhai main tanha rehna acha lagta hai

tanhai main tanha rehna acha lagta hai

ankh se bahta her ek ansoo sac ha lagta hai

woh hame haste haste de gaia he dard bohat

ab tu hum ko dard ko sehna acha lagta he 

hame bhe pyar tha din ke ujalon se kabhe

ab rat ko beth ker tare ginana acha lagta he

zindage ke zinda dile se mohabat the hame bhe bohat,

ab tu bas mot se milna acha lagta he...

~*~Usay kehna..~*~

~*~Usay kehna..~*~
Uss samt chale ho tu bus itna ussay kehna..
Ab koi nahi herf_e_tamanna ussay kehnaa...
Us nay he kaha tha to yaqeen hum nay kiya tha..
Umeed pay qayem hai yeh dunia ussay kehnaa..
Dunia to kisi haal main jeenay nahi deyti..
Chahat nahi hoti kabhi ruswaa ussay kahna..
Zerkhaiz zamene kabhi bunjer nahi hote..
darya he badal leyte hein rustaa ussay kehna..
Kuch loog saffer k liye mozoon nahi hote..
Kuch rastey kattay nahi tanhaa ussay kehna..
Uss shaxs ko tu hum nay bare kurb say dekha..
Aayaa jesay jeene ka saleeqa ussay kehnaa..
Woh meri rasayi main nahi hai to ajeeb kiya..

Woh Kehte Hain Batao

Taqat Nahi Mujh Mai

hawa-e-gulistan.jpg

Relationship is like a garden. It's beautiful when watered with love, hugs,tears & cheers.
But it dries up if left untouched. Keep in Touch Always!!

To luv is a a duty, 2 b loved is a success,
2 b with someone u luv is an achievement, 2 b with someone who oves u is life. 

 I believe that God above created u for me to luv.
he picked you out from all the rest cos he knew id luv you the best! 

Hum aap se kya gila kare, chahat to bejuban hoti hai;
har baat kehene ki jarorat kya, kuch baat nigahon se byan hoti hai. 

Baaho me kya aaye meri,
Sara jaha mil gaya mujhko,
Jaane se mana kar doongi,
Agar jannat bhi de khuda mujhako.

306~*Meri Duniya Aap Hain*~


306~*Meri Duniya Aap Hain*~

Ho tamanna aur kya
jane tamanna aap hain
Kya karon gi le k duniya
Meri duniya aap hain
Sharm ati hay mujhye
Apne se bhi kahte huwe
Aap se kaise kahoon
Mere liye kiya aap hain
Aap se pahle nazar main
Kuch na tha apne siwa
Ab jidar bhi dekhti houn
Jalwa parwa aap hain
Ho tamanna aur kya
jane tamanna aap hain
Kya karon gi le k duniya
Meri duniya aap hain

Do PYase Dil*~


Do PYase Dil*~

Do pyase dil aik huwe hain aise
Bichare ge ab kaise
Tum pyaar mujhye karte hi rahna
Sari umar tum aise
Ek douje main kho jate hain
Nadiya sagar jaise
Tuj se hay yeh zindgani
Tuj se hay jiwan kahani
Tuj se hay sanj aur sawera
Sathi kabhi tu na ruthe
Rasmon ki diwaar tutye
Tutye na bahoon ka ghira
Mere sanam teri kasam
Tuj se hay wahda yeh mera
Aise raheen ge
nain aur nindea jaise
Qadmon tale har khushi hay
Kitni haseen zindagi hay
Jiwan yunhi beet jaye
Aankhon k tu roeberoe hay
Dekhon jidhar tu hi tu hay
Tuj bin nazar kuch na aye
Hay zindagi humain kabhi
Zamana judaa kar na paye
 Aise raheen ge
phool aur khushbo jaise

Meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna

Meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
Dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...


Apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
Chehre ko kisi aaine ka mohtaaj nahi karna...
Raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
Aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...
Namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
Khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...
Zakham phir zakham hain ek roz bhar jaynge
Husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...
Khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge



Meri Zindagi Kisi Aur Ke

COLGATE SE DAANT SAAF KARNE KA

COLGATE SE DAANT SAAF KARNE KA

COLGATE SE DAANT SAAF KARNE KA,
PEPSODENT SE MAJBOOT KARNE KA,
BABUL SE FRESH KARNE KA,
AGAR PHIR BHI SAAF NA HUYE TO
























BINDAS HARPIC USE KARNE KA


"GOOD MORNING"



GOOD MORNING & HAVE A NICE DAY


Comfort on difficult days, 
Smiles when sadness intrudes, 
Rainbows to follow the clouds, 
Laughter to feel your lips, 
Sunsets to warm your heart, 
Gentle hugs when spirits sag, 
Friendships to brighten your being, 
Beauty for your eyes to see, 
Confidence for when you doubt, 
Faith so that you can believe, 
Courage to know yourself, 
Patience to accept the truth, 
And love to complete your life…! 


Suno tumhein pata hai


Suno tumhein pata hai

Suno ! Tumhein pata hai 


Koi mera bhi honee laga hai 
Koi mujhe bhi chahne laga hai 
Koi mujhe bhi sochne laga hai 


Suno ! Tumhein pata hai 
Woh ajnabi hai per 
apna apna sa lagnee laga hai 
Tumhari tarah usnee mujhe 
Koi khuwaab nahi dikhayee 
Phir bhi najanee kyun 
Dil usi ki taraf murnee laga hai 

Suno ! Tumhein pata hai 
Woh jis ke Aanee se 
Surmaiii si shamein haseen 
Aur raatein rangeen hogaye hain 

Suno ! Tumhein pata hai 
Woh tumhari tarah apna nahi hai magar 
Ab apna apna sa lagnee laga hai 


Suno ! Tumhein pata hai 
Koi mera bhi hone laga hai
Good Thoughts

G o o d M o r n i n g . . . . .


G o o d   M o r n i n g . . . . .


  
  Success Slogan....

1) Define urself......
2) Never Giv up......
3) Relaise the value of time.......
4) Think positive.....
5) Catch ur Dreams

So......  


Wake up its time to work   Have a nice morning....!!

The History of the Middle Finger



The History of the Middle Finger 
Well, now......here's something I never knew before, and now that I know it, I feel compelled to send it on to my more intelligent friends in the hope that they, too, will feel edified.  Isn't history more fun when you know something about it?  
  
Before the Battle of Agincourt in 1415, the French, anticipating victory over the English, proposed to cut off the middle finger of all captured English soldiers.  Without the middle finger it would be impossible to draw the renowned English longbow and therefore they would be incapable of fighting in the future.  This famous English longbow was made of the native English Yew tree, and the act of drawing the longbow was known as "plucking the yew" (or "pluck yew"). 
  
Much to the bewilderment of the French, the English won a major upset and began mocking the French by waving their middle fingers at the defeated French, saying, See, we can still pluck yew!  Since 'pluck yew' is rather difficult to say, the difficult consonant cluster at the beginning has gradually changed to a labiodentals fricative F', and thus the words often used in conjunction with the one-finger-salute!  It is also because of the pheasant feathers on the arrows used with the longbow that the symbolic gesture is known as "giving the bird." 
  
IT IS STILL AN APPROPRIATE SALUTE TO THE FRENCH TODAY! 
And yew thought yew knew every plucking thing.

Merey Apna.jpg

Apna Mishaj Sai

jhuta1.jpg

qatra.jpg

Kashaf1.jpg

meri_dunya_kahan_hai_png.png

be_khudi.png

About this blog