SAMJHO NA ....


SAMJHO NA ....
Samjho Na Kuch To Samjho Na
O Jania Ve....O Sathya Ve....O Baylia Ve
Samjho Na Kuch To Samjho Na
Aalam Betabyon Ka Kese Tum Ko Batayen
Dil Ki Pecheeda Rahein Chahein Tum Ko Hi Jayen

Samjho Na Kuch To Samjho Na
O Jania Ve....O Sathya Ve....O Baylia Ve
Samjho Na Kuch To Samjho Na

Kayi Baar Tum Se Kehna Yeh Chaha
Magar Keh Na Paye Jane Jaan
Karo Na Karo Tum Hum Pe Bharosa
Hum Ne Nibhaayi Hai Wafaa....


Jab Dekhogey Dilmigaar Se
Ayenge Bus Hum Hi Nazar
Dil Lagaoge Kisi Aur Se
To Hoga Woh Pyaar Be Asarr
O Jania Ve....O Sathya Ve....O Baylia Ve
Samjho Na Kuch To Samjho Na
Yehi Baat Apni Samjh Mein Na Ayi
Mohobbat Hai Yan Hai Yeh Saza
Tumhein Chahne Ki Saza Hum Ne Paayi
Hui Hum Se Aisi Kya Khata
Teri Yaadon Mein Kat Jayen Din
Duauon Mein Saari Raat Guzrey
Koi Jane Na Hum Pe 
Janeman
Kese Kese Haalat Guzrey
O Jania Ve....O Sathya Ve....O Baylia Ve
Samjho Na Kuch To Samjho Na
Aalam Betabyon Ka Kese Tum Ko Batayen
Dil Ki Pecheeda Rahein Chahein Tum Ko Hi Jayen

Samjho Na Kuch To Samjho Na
Samjho Na Kuch To Samjho Na

Boldi na hassdi te na kade hai ronvdi,


Boldi na hassdi te na kade hai ronvdi,

Boldi na hassdi te na kade hai ronvdi,
Hai sittam eh kis tran de buutt naal yaari laggi,
Chup kar ke baithna,phir uthna,tur jaavna,
Gall eh pehlan hi os de mann de vich dhaari laggi,
Zakham aapne naal lai ke turde rahe ,turde gaye,
Satt bhaavein hijjar di tan bohut hi qaari laggi,
Jaan vele oh tan bhaavein raunkan sabh lai gayi,
Par saanu tan os di ditti vairaangi vi bohut pyaari laggi,

Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna

Tumhe zid hy k iqrar-e-wafa tum ne nahi karna
Meri taqdeer mein rang-e-HinA tum ne nahi bharna

Tumhe manzoor he shayad mera ghut ghut k he marna
Tumhare faisaly per ab,sar-e-tasleem kham hoga

Main apny hont see loon ga
Yu he bekaif gee loon ga

Tumhare hijer ki tasveer ko dil main saja loon ga
Tumhare jaber apny sabar ko main aazma loon ga

Magar ek baat main pounchoon
Tumhe apni qasam

Tum rakh k apny ser per haath
Phir phir khena

Tumhare dil mian mere naam se hal chul nahi hoti
Mere khat parh k jazbo mian koi tufan nahi uthta

Jawan raaton mein meri yaad ki shamay nahi jalti
Tumhari dharkano main kya meri yadien nahi palti

Tu phir tum ne azziyat ki ye rada
Kyoun taan rakhi hai

Ye dil mian thhaan rakhi hai
Bahut baichan khud rehna

Mujhe barbad sa rakhna
Bhulana bhi tu uss k sath kuch kuch yaad sa rakhna

Har ek andaaz ko apne sitam ejaad sa rakhna
Agar es shauq se tum ko koi taskeen milti hai

Tu mere zakhm-e-talab ka "tazkara" ab kam se kam hoga..

Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha

Mujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
Dast-e-katil bhi mujhy dast-e-HinA lgta tha

Ary daikhny waly to usy daikhty reh jaty thy
Han wo shaks mohabt ka JAAM lagta tha

kanton bhari shakh nazar aata tha kabi
Phool lagta tha kabi baad-e-saba lagta tha

Ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata
Main jisy sare zamany sy bura lgta tha

Us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN
Sub main rehta tha magar sub sy juda lgta tha.

Jis K Liye Hamne Din Ka Chain Or Raton ka Sukun War Diya....

Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe

Dekha Tujhe Chaha tujhe, 
Socha Tujhe Pooja Tujhe
Meri Wafa Meri Khata, 
Teri Khata kuch b nahi
Jis per Hamari Aankh ne,
 Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey,
 Hum ne likha Kuch b nahi
Aur Ek Shaam ki Dehleez per, 
Bethey rahe wo Dair tak
Aankhon se ki Batain boht, 
Munh se kaha kuch b nahi
Do-Chaar din ki Baat hai, 
Dil Khaak mai mil jaye ga
Aag per jab Kagaz rakha,
 Baqi bacha Kuch b nahi

Kaisay kahun ke kiya ho TUM


Kaisay kahun ke kiya ho TUM


Kaisay kahun ke kiya ho TUM

Chalo may bataon Kiya ho TUM

Meray leye mere Duniya ho TUM

Chho ke jo guzree wo Hawa ho TUM

May ne jo Maangee, Wo Duaa ho TUM

Karay Mujh ko jo Roshan, Wo Diya ho TUM

Dil yeh kahay mera Jiya ho TUM

Kiya may ne Mehsoos wo Ahsaas ho TUM

Mere Nazar ke Talash ho TUM

Mere Zameen ka Aakaash ho TUM

Meray Chehray ke Kashish ho TUM

Meray Sitaroon ke Gardish ho TUM

Mere Zindagi ka Qarar ho TUM

May ne jo Chaha wo PIYAR ho TUM

Meray Intezaar ke RAHAAT ho TUM

Meray DIL ki Chahat ho TUM

TUM ho to yeh Duniya hai MERE

Kaisey kaho ke Mere "JAAN" ho TUM

DIL JHUKA NAFS NAFS SAR JHUKA QADAM QADAM

*********************************************************
DIL JHUKA NAFS NAFS SAR JHUKA QADAM QADAM
*********************************************************

ishq teri rah mein kiya wajood kiya adam
dil jhuka nafs nafs sar jhuka qadam qadam


maqsad-e-hayat hai,markaz-e-mamat hai
roe yaar rukh ba rukh yaar kham ba kham


aad dil buland ho aae khilash do chand ho
phir sukoon de chala iztirab abb dam-ba-dam


kuch khird se kaam le kuch jinon se kaam le
aa rahi hain manzilen raah mein qadam-ba-qadam

WO AIASA HOO


NA WO FARISHTA HO NA FARISHTEY JAISA HO 
MUJHE TALASH HAI USKI JO MERE JAISA HO 

MERE KHULOOS KO PEHCHANTA HO BAS KAFI HAI 
WO KOI BHI HO KAHIN BHI HO KAISA BHI HO 

AGAR KABHI ROOTH JAON MAIN US SE TO 
MUSKURA KE MANAYE WO AISA HO 

JO BAAT KARE TO WO NIBHA BHI SAKE IRAADON MAI 
APNE WO CHATTANO JAISA HO 

DUKHON MAI HASNE KA HUNAR JAANTA HO 
EK AISA HUMSAFAR JO SAMANDAR KI TARAH GEHRA HO   
USKE PYAR KI THANDAK HO MERE

LIYE AISI KE WO TO BILKUL AASMAAN KE CHAND JAISA HO 

WO SIRF MERA HO JO NIGHAAHON MAI HAYA RAKHTA HO UMAR BHAR SATH CHALNE KO AZAM-E-WAFA RAKHTA HO   JO KHWAAB DENE KO QADIR HO MERI AANKHON KO MERI MOHABBAT KO PEHCHAN SAKE WO AISA HO.... 

Mujhy jeenay ki umeed dobara day do,

Mujhy jeenay ki umeed dobara day do,
Meri doobti kashti ko kinara dy do,
  
Main dard k sahil pay tanha khara hun,
Phir aa k apni baahon ka sahara day do,
  
Tera daaman to bhara hay sitaron say,
Mujhy sadqay may ik sitara day do,
  
Mery aangan my aj andhera ha bohat,
Meri dehleez ko phir apna nazara dy do,
  
Chund lamhy tujhy dekhnay ki hasrat hay bas,
My nay kab kaha waqt apna mujhy sara day do

wo din bhi kya hassin the jab ham tum

WO DIN BHI KYA HASSIN THE JAB HAM TUM DONO KARIB THE 
HAZAARON KHEEL UTHI KALIAN JAB TERE MERE DIL KARIB THE

JAHAN KA DAR NA RUSWAI KA NA DAR THA KHUDASE KOI 
WO KESA ISHQ KA JUNUON THA WO KESA MERA HABIB THA


AJIB WO ZINDGI THI AJIB THI WO LADAIYAN
GADHI BHAR ME WO RUTHNA DO PAL ME WO MANNA
WO KESA BACHPAN THA  WO BACHPAN KA PIYAR THA
WO KESA CHULBULA YAR THA WO KESA MERA PIYAR THA
WO YAD ATE HEI DIN MUJHE WO JO MERA PHLA PIYAR THA NA WO
PIYAR HE NA WO BACH PANA HAI YADDYI ABTO YE KHYAL THA
WO KESA MERA  PIYAR THA WO KESA MERA YAR THA
wo din bhi kya hassin the jab ham tum

TERE ISHQ ME JIYE HAM

TERE ISHQ ME JIYE HAM
TERE ISHQ ME MARE HAM
BAS YE DUA HE RAB SE
KI WAFAYE HI KARE HAM
NA GILA HE KOI TUJH SE
NA HE KOI SHIKAYAT
YE DUA HE AB TO RAB SE
BAS TU HAME HI CHAHE
TUJHE DIL HI DIL ME CHAHA
NA BATAYA HAM NE TUJHSE
TAA UMR TUJH KO CHAHA
NA HUWE - DOOR -  TUJHSE
YE WAADA AAJ TUJH SE
KE WAFAA KARENGE TUJHSE


Yaad karo na karo tum,


Yaad karo na karo tum,

Hum koi gila nahi karte.

Veerano me bhi fool kabhi,

Khushboo ke khila nahi karte.

Hame bhool jao hame koi gum nahi,

Par hum jesa yar kisi ko mila nahi karte.

Tum bhi pahchanogi ek din hume,

Magar har bar achchhe yaar,

Sabhi ko mila nahi karte.

Magar itna jarrur yaad rakhna,

Jo tumhe hamesha dil se chahte hai,

Vo kabhi tumhe bhula nahi karte.

Vishwas ki ek dori hai pyar,

Betab dil ki majboori hai pyar.

Magar wafa hi karenge hum to,

Bewafae ke sath hum chala nahi karte.

About this blog