loading...
Rukh zamana phair lay,duniya ki ruswai milay
es qadar bhe eak insan ko na goyaae milay
aay khuda kia ho gae khali sakon se ye zameen
jis taraf uthay nazar,hangama aarai milay
door se kaisay laga sakta hai andaza koe
behr-e-gham main doob k daikhay tu gherai milay
mil gae mujhko bhe aisay he musarrat ki kiran
eak nabena ko jis sorat se benai milay
jub bhe daikha zindagi ka aaena hum ne Hayaa
subh-e-gham aaey nazar ya shaam-e-tanhai milay

0 comments:
Post a Comment