Don’t go out expecting to find happiness. Bring it with you… ( Happiness Quotes )
Labels: Happiness Quotes
Communication and trust are two main ingredients for… ( Relationship Quotes )
Labels: Relationship Quotes
You have to take the good with the bad, smile when you’re… ( Positive Quotes )
Labels: Positive Quotes
khoon-e-kafan shaour aur aqal sai humnai na koee kaam kiya
loading...
loading...
khoon-e-kafan
shaour aur aqal sai humnai na koee kaam kiya
deen kai naam pai apnoon ka qatal-e-aam kiya
hukum diya tha musaakhar karo jahanoon ko
apnay hee shehroon ka humnay bura anjaam kiya
hoo falasteen ya iraq ya ashraaf ki koee bastee
aman kai naam pai khoonee kafan farhaam kiya
subhoo sai shaam talak sirf janazoon kai hujoom
maut ko marnay ka koee intezaam kiya.
design by.waqas perzada.

درد اتنا تھا کہ اس رات دلِ وحشی نے
loading...
loading...
درد اتنا تھا کہ اس رات دلِ وحشی نے
ہر رگِ جاں سے الجھنا چاہا
ہر بُنِ مُو سے ٹپکنا چاہا
اور کہیں دور ترے صحن میں گویا
پتا پتا مرے افسردہ لہو میں دھل کر
حسنِ مہتاب سے آزردہ نظر آنے لگا
میرے ویرانہء تن میں گویا
سارے دُکھتے ہوئے ریشوں کی طنابیں کُھل کر
سلسلہ وار پتا دینے لگیں
رخصتِ فاصلہء شوق کی تّیاری کا
اور جب یاد کی بجھتی ہوئی شمعوں میں نظر آیا کہیں
ایک پل آخری لمحہ تری دلداری کا
درد اتنا تھا کہ اس سے بھی گزرنا چاہا
ہم نے چاہا بھی ، مگر دل نہ ٹھہرنا چاہا
فیض احمد فیض

"Agar Tum Mujh ko Mil Jatay"
loading...
loading...
"Agar Tum Mujh ko Mil Jatay"
bohat mumkin tha
mere paaoon mere zeest k
kantay nikal jatay
bohat mumkin tha
meri raah k pthar peeghal jatay
jo deewarain mere rastay mein
hayail theen
mere agae se hat jatii
agar tum ankh utha ker dekh letay
kohsaroon ki traf ek pal
chatnain ek tumhari
jumbish e abroo se kat jatii
bohat mumkin tha
angaroon bhrii is zindaghnai mein
tumharay paon k ujlay knwal khiltay
rfaqat ki sunheri jheel mein
dono k aks zoofishan hiltay
bus ek qoabh e musal sal ki fiza rehti
hmari rooh kubh hum
se qfa rehtii
yeh subh kuch aeen mumkin tha
aggar tum mujh ko mil jatay
bohat mumkin tha
mere paaoon mere zeest k
kantay nikal jatay
bohat mumkin tha
meri raah k pthar peeghal jatay
jo deewarain mere rastay mein
hayail theen
mere agae se hat jatii
agar tum ankh utha ker dekh letay
kohsaroon ki traf ek pal
chatnain ek tumhari
jumbish e abroo se kat jatii
bohat mumkin tha
angaroon bhrii is zindaghnai mein
tumharay paon k ujlay knwal khiltay
rfaqat ki sunheri jheel mein
dono k aks zoofishan hiltay
bus ek qoabh e musal sal ki fiza rehti
hmari rooh kubh hum
se qfa rehtii
yeh subh kuch aeen mumkin tha
aggar tum mujh ko mil jatay
Arsa beeta ho jaise khushiyan dekhe
loading...
loading...
Arsa beeta ho jaise khushiyan dekhe
Arsa beeta ho jaise
khusiyan dekhe zamana beeta hai
hansi tu ati hai lab muskurate hain
dil jhilmilate hain waqt waqt beet jata hai
yuhin shamain beet jati hain or
phir dukh bari tanhai ati hai
esey he jagte jagte raat beet jati hai
phir wohi subha ati hai
naya sawera lati hai
neend ajati hai.

AA K LE JAYE MERI AANKH KA PAANI MUJH SE
loading...
loading...
AA K LE JAYE MERI AANKH KA PAANI MUJH SE
Q HASAD KARTI HAI DARYA KI RAWANI MUJH SE
GOSHT NAKHUN SE ALAG KAR K DIKHAYA MAINE
US NE POOCHE THE JUDAAI K MUAANE MUJH SE
TERI KHUSHBU KI LEHAR PER MAIN BARA TANHA THA
RO PARI MIL K GALAY RAAT KI RANI MUJH SE
KHATAM HONE LAGA JAB KHOON B ASHKON KI TARAH
KER GAYE KHWAAB MERE NAQAL MAKANI MUJH SE
SIRF EK SHAKHS K GHAM MAIN MUJHE BARBAAD NA KER
ROZ ROTE HUAY KEHTI HAI JAWANI MUJH SE

Meri Mohabbat.., Agar Do Dil Hotey Seeney Main,
loading...
loading...
Meri Mohabbat..,
Agar Do Dil Hotey Seeney Main,
To eik Main Sirf Tum hi Tum Hotein,
Aur Dosrey Main Terey Liye Meri Mohabbat..,
Agar Do Dimaag Hote Mere Sir Main,
To Aik Main Sirf Tumhari Tasweer Hoti,
Aur Dosrey Main Tumhara Tasawur..
Agar Do Zabaan Hoti Mere Mou Main,
To eik Pe Sirf Tumhara Zikar Hota,
Aur Dosrey Tumhara Naam Jhapti..
Kaash Kabhi Aisa Bhi Hota Ke,
Tum Bhi Do Hotein Jo eik Agar Inkaar Kerdeti,
To Dosri Ko To Apna Banaa Hi leta ,

Es qadar bhe eak insan ko ( Rukh zamana phair lay,duniya ki ruswai milay)
loading...
Rukh zamana phair lay,duniya ki ruswai milay
es qadar bhe eak insan ko na goyaae milay
aay khuda kia ho gae khali sakon se ye zameen
jis taraf uthay nazar,hangama aarai milay
door se kaisay laga sakta hai andaza koe
behr-e-gham main doob k daikhay tu gherai milay
mil gae mujhko bhe aisay he musarrat ki kiran
eak nabena ko jis sorat se benai milay
jub bhe daikha zindagi ka aaena hum ne Hayaa
subh-e-gham aaey nazar ya shaam-e-tanhai milay

محبّت میں اگر کوئی جھوٹ بولے تو
loading...
loading...
محبّت میں اگر کوئی جھوٹ بولے تو
محبّت روٹھہ جاتی ہے
محبّت ٹوٹ جاتی ہے
محبّت میں اداکاری نہیں چلتی
محبّت میں *ریا کاری نہیں چلتی
محبّت سچّے جذبوں سے بنا انمول موتی ہے
محبّت زندگی میں فقط اک بار ہوتی ہے
محبّت کانچ کی مانند
محبّت آنچ کی مانند
کہ جوں جوں وقت گزرے تو
یہ ہر پل تیز ہوتی ہے
سلگتی آگ کی مانند
محبّت راگ کی مانند
کہ اس کے سننے والوں پر
عجب مدہوشی چھاتی ہے
محبّت جھلملاتی ہے
چمکتے چاند کی مانند
محبّت ایک مورت ہے
محبّت خوبصورت ہے
یہ مورت سب کو بھاتی ہے
کئی سجدے کراتی ہے
محبّت ریل کی مانند
کہ انجانے مسافر اس کی ہر پل
راہ تکتے ہیں
یہ بس اک بار آتی ہے
اگر یہ چھوٹ جائے تو
مسافر سوگ کرتے ہیں
مسافر روگ کرتے ہیں
محبّت جوگ کی مانند
جسے اک بار لگ جائے
وہ سب کچھہ بھول جاتا ہے
محبّت دیوار سے لپٹی اک بیل کی مانند
جو سدا بڑھتی ہی جاتی ہے
محبّت خوشبو کی مانند
جو ہر سو پھیل جاتی ہے
محبّت گنگناتی ہے
سُریلے گیت کے مانند
کسی کے نرم ہونٹوں سے
یہ جب لفظوں کی صورت میں نکلتی ہے
تمنّا پھر مچلتی ہے
محبّت راکھہ ہوتی ہے
محبّت پاک ہوتی ہے
محبّت معصوم سا سچ ہے
کہ اس کو بولنے سے روح میں
پاکیزگی سی لوٹ آتی ہے
تبھی تو! محبّت میں اگر کوئی جھوٹ بولے تو
!!!!محبّت روٹھہ جاتی ہے

Tum Mere Paas Raho Faiz - Nisaar Main Teri Galiyon Ke Ai Watan,
Tum Mere Paas Raho
Faiz - Nisaar Main Teri Galiyon Ke Ai Watan, Ki Jahaan
Nisaar Main Teri Galiyon Ke Ai Watan, Ki Jahaan
Chali Hai Rasm Ki Koi Na Sar Uthaa Ke Chale
Jo Koi Chaahane Waalaa Tawaaf Ko Nikle
Nazar Chura Ke Chale, Jism-O-Jaan Bacha Ke Chale
Hai Ahl-E-Dil Ke Liye Ab Ye Nazm-E-Bast-O-Kushaad
Ki Sang-O-Khisht Muqayyad Hain Aur Sag Aazaad
Bahot Hain Zulm Ke Dast-E-Bahaana Joo Ke Liye
Jo Chand Ahl-E-Junoon Tere Naam Lewaa Hain
Bane Hain Ahl-E-Hawas Muddai Bhi, Munsif Bhi
Kise Wakeel Karen, Kis Se Munsifi Chaahen
Magar Guzarane Waalon Ke Din Guzarate Hain
Tere Firaaq Men Yoon Subh-O-Shaam Karte Hain
Bujha Jo Rauzan-E-Zindaan To Dil Ye Samajha Hai
Ki Teri Maang Sitaaron Se Bhar Gai Hogi
Chamak Uthe Hain Salaasil To Hamane Jaana Hai
Ki Ab Sahar Tere Rukh Par Bikhar Gai Hogi
Gharaz Tasawwur-E-Shaam-O-Sahar Men Jite Hain
Giraft-E-Saaya-E-Deewaar-O-Dar Men Jite Hain
Yun Hi Hamesha Ulajhati Rahi Hai Zulm Se Khalq
Na Unki Rasm Nai Hai, Na Apani Reet Nai
Yun Hi Hamesha Khilaaye Hain Hamne Aag Men Phool
Na Unki Haar Nai Hai, Na Apani Jeet Nai
Isi Sabab Se Falak Ka Gilaa Nahin Karte
Tere Firaaq Men Ham Dil Bura Nahin Karte
Gar Aaj Tujh Se Judaa Hain To Kal Baham Honge
Ye Raat Bhar Ki Judaai To Koi Baat Nahin
Gar Aaj Auj Pe Hai Taala-E-Raqeeb To Kya
Ye Chaar Din Ki Khudaai To Koi Baat Nahin
Jo Tujhse Ahd-E-Wafaa Ustawaar Rakhte Hain
Ilaaj-E-Gardish-E-Lail-O- Nihaar Rakhate Hain

Ilaaj-E-Gardish-E-Lail-O-
Kyun Bhool Gaye Humko,
Kyun Bhool Gaye Humko,
Rishta To Purana Tha,
Ik Yeh Bhi Zamana Hai,
Ik Woh Bhi Zamana Tha,
Rangeen Fizayen Thin,
Aur Shokh Adayen Thin,
Jazbon Pe Jawani Thi,
Mosam Bhi Suhana Tha,
Seenay Se Lagaya Tha,
Ankhon Pe Bithaya Tha,
Maloom Na Tha,
Tumne Yun Choor K Jana Tha,
Kyun Hum Se Khafa Ho Tum,
Kyun Hum Se Juda Ho Tum,
Kia Jurm Hua Humse,
Itna Toh Batana Tha,
Kyun Bhool Gaye Humko,
Rishta toh Purana Thaa......!!!
Rishta To Purana Tha,
Ik Yeh Bhi Zamana Hai,
Ik Woh Bhi Zamana Tha,
Rangeen Fizayen Thin,
Aur Shokh Adayen Thin,
Jazbon Pe Jawani Thi,
Mosam Bhi Suhana Tha,
Seenay Se Lagaya Tha,
Ankhon Pe Bithaya Tha,
Maloom Na Tha,
Tumne Yun Choor K Jana Tha,
Kyun Hum Se Khafa Ho Tum,
Kyun Hum Se Juda Ho Tum,
Kia Jurm Hua Humse,
Itna Toh Batana Tha,
Kyun Bhool Gaye Humko,
Rishta toh Purana Thaa......!!!