15~*Lafzoon ka sodagar*~Pak
Old...
Lafz to
sachey hote hain
Tere mere dil ki bateen
Loog sune ge aur
ro deen ge
Main ne apne dil ka har dukh
Lafzoon ki in sachaiyon k name kiya hay
Mere gham bhi
Wohi pourane gham hain piyaro
Jo main apnon
Beyganon se le leta hoon
Aur kahta hoon
Tere dukh bhi mere dukh hain
Main lafzoon ka sodagar hoon
Tum sab apne dil ki kahani lafzoon se muj tak ponchao
Aur phir main ne
Aik aik ka dil behla kar
Geet suna kar gazleen gaaa kar
Apna aap chupana chaha
Par anjanon
Lafz to sachy hote hain
Main na bolon to mere alfaaz suno ge
Aur
Ro do ge
Tere mere dil ki bateen
Kiya lafzoon se chup sakti hain
Lafz jo sachey hote hain
Aur main lafzoon ka sodagar hoon
Tere mere dil ki bateen
Loog sune ge aur
ro deen ge
Main ne apne dil ka har dukh
Lafzoon ki in sachaiyon k name kiya hay
Mere gham bhi
Wohi pourane gham hain piyaro
Jo main apnon
Beyganon se le leta hoon
Aur kahta hoon
Tere dukh bhi mere dukh hain
Main lafzoon ka sodagar hoon
Tum sab apne dil ki kahani lafzoon se muj tak ponchao
Aur phir main ne
Aik aik ka dil behla kar
Geet suna kar gazleen gaaa kar
Apna aap chupana chaha
Par anjanon
Lafz to sachy hote hain
Main na bolon to mere alfaaz suno ge
Aur
Ro do ge
Tere mere dil ki bateen
Kiya lafzoon se chup sakti hain
Lafz jo sachey hote hain
Aur main lafzoon ka sodagar hoon
*********
0 comments:
Post a Comment